Pages

May 31, 2013

Khawond ka naraz ya be parwah hona

Isha ki namaz k bad 11 danay kali mirch lekar awal wakhir 11 dafa durood parhain aur darmayan me 1100 dafa Ya Lateefu Ya Wadoodu parhain aur un mirch k dano pe dum karain aur tez aag me dal dain aur Allah se dua karain inshallah husband sahab meharban hojayega.
Agar zarurat pari to 41 din tak ye amal karain

No comments:

Post a Comment